Friday, December 14, 2007

Jeans - Hindi Lyrics

Song: Ajooba
Singer(s): HARIHARAN AND SADHANA SARGAM


Phoolon mein jo khushboo hai kaise voh aati hai
Titli kahan se yeh saare rang laati hai
Hawa ko basuri banaati hai sangeet kaise
Koyal ne sikhe hai yeh itne pyaare geet kaise
Hai yeh ajoobe lekin ek aur ajooba hai
Dharti se, ambar se, parvat se, saagar se
Humne suna pyaar ajooba hai, oh
Pehli nazar mein hi jo do dilon mein ho
Har voh qaraar ajooba hai, oh

Phoolon se jo khushboo aaye ajooba hai
Titli jo saare rang laaye ajooba hai
Basuri ka yeh sangeet ajooba hai
Koyal jo gaati hai geet ajooba hai

Yeh bhi hairaan hai, aisa bhi ek ajooba hai
Ta da da da da da, ta da da da da da
Ta da da da da da da da

Ooh

Ta da da da da da, ta da da da da da
Ta da da da da da da da

Daali mein mahek hoti hi nahin
Kaliyon mein mahek aa jaati hai
Yeh bhi ajooba hi hai
Saagar se ghata jo uthti hai
Meetha paani barsaati hai
Yeh bhi ajooba hi hai

Jungle mein jugnu ko, dekho to yeh socho
Yeh roshni is mein aayi kaise
Tan mein jo hai jaan, voh kis tarah hai
Mann mein hai armaan, to kis tarah hai
Keh bhi do yeh bhi to, koi ajooba hai

Dharti se, ambar se, parvat se, saagar se
Humne suna pyaar ajooba hai, oh
Pehli nazar mein hi jo do dilon mein ho
Har voh qaraar ajooba hai, oh

Phoolon se jo khushboo aaye ajooba hai

Titli jo saare rang laaye ajooba hai

Basuri ka yeh sangeet ajooba hai

Koyal jo gaati hai geet ajooba hai

Yeh bhi hairaan hai, aisa bhi ek ajooba hai


Kehne ko saath ajoobe hai
Par shaayad log yeh bhoole hai
Ek aur ajooba bhi hai
Resham resham, chandan chandan
Tera maheka maheka yeh badan
Koi ajooba bhi hai
Aankhon ke neele darpan, honton ka yeh bheegapan
Yeh roop tera, ajooba yeh to hai
Baahon ki garmi, yeh bhi ajooba hai
Aankhon ki narmi, yeh bhi ajooba hai
Yeh chaman sa badan koi ajooba hai
Dharti se, ambar se, parvat se, saagar se
Humne suna pyaar ajooba hai

Pehli nazar mein hi jo do dilon mein ho
Har voh qaraar ajooba hai

--MALE--
Phoolon se jo khushboo aaye

Ajooba hai

Titli jo saare rang laaye

Ajooba hai

Basuri ka yeh sangeet

Ajooba hai

Koyal jo gaati hai geet

Ajooba hai

Yeh bhi hairaan hai jispe tum voh ajooba ho

La la la la la la, la la la la la la
La la la la la la la la
La la la la la la, la la la la la la
La la la la la la la la
...................................

Song: Hai Re Hai Re Hai Rabba
Singer(s): UDIT NARAYAN AND KAVITA KRISHNAMURTHY


Meri ho na

Kaha to hoon na

To phir se kaho na

Mm hm hm, aa ha ha

Madhumita, Madhumita, Madhumita
Haai re haai re haai rabba - 2
Haai re haai re haai rabba - 2
Jeeta jaagta taj mahal mera hai na
Hasta bolta hai jo kanwal mera hai na

Haai re haai re haai rabba - 2

Poore chaand si jiski shakal meri hai na
Voh jo hai ek poori ghazal meri hai na

Pyaar jo machle is dil mein, aah
Rang laa jaaye mehfil mein, aah

Tu jo pighle lehje mein bole
Chhoo loon tere honton ke sholay
Pyaar paake, geet gaake
Kahoon dil mein jo hai baatein pyaar ki
Haai re haai re haai rabba - 2
Jeeta jaagta taj mahal mera hai na
Hasta bolta hai jo kanwal mera hai na
Aao nayi duniya mein ghoome
Aao nayi duniya dekhe
Parbat parbat dekhe dono
Aur dariya dariya dekhe
Hum yun rahe is pyaar mein
Laila Majnu apne hi jaisa kahe hamein

Vajah na poochho bas itna maano
Ke dil se aise khayaal ko
Nikaal do, nikaal do
Na yeh zamaana kahe deewaana
Mere suno apne haal ko sambhaal lo, sambhaal lo

Yun sambhaale hum dil ko
Paayenge hum manzil ko
Kyoon ae sanam aise darre
Kyoon voh kare ke jo dil hi na maane

Haai re haai re haai rabba - 2

Jeeta jaagta taj mahal mera hai na
Hasta bolta hai jo kanwal mera hai na
Haai re haai re haai rabba - 2

Maheke hawaayein paas jo aaye
Kaanon mein gaaye I love you
Pedon ke panchhi geet sunaaye
Aur yeh jagaaye I love you
Jab yeh kaha tumne sanam
Har janam maine sapna jo dekha tha poora hua

Yeh phoolon ki hai aarzoo
Ke baalon saja le tu
Isi liye to hain khile
Yeh motiyon si baarishein
Liye hue hain khwaahishein
Ke choom le jo tu mile

Dil ki dhadkan tham jaaye
Saansein bhi chaahe na aaye
Phir bhi jeeoon par jaane kyoon
Tum bin jiya nahin jaaye

Haai re haai re haai rabba - 2
Jeeta jaagta taj mahal mera hai na
Hasta bolta hai jo kanwal mera hai na

Haai re haai re haai rabba - 2
Poore chaand si jiski shakal teri hai na
Voh jo hai ek poori ghazal teri hai na

Tu jo pighle lehje mein bole, aah
Chhoo loon tere honton ke sholay, aah

Pyaar jo machle is dil mein
Rang laa jaaye mehfil mein

Pyaar paake, geet gaake
Kahoon dil mein jo hai baatein pyaar ki

Haai re haai re haai rabba - 2
................................

Song: Kehta Hai Mera Yeh Dil
Singer(s): KAVITA KRISHNAMURTHY


--CHORUS1--
(Taka re taka re taka dhim taka taka taka dhim
Taka re taka re taka dhim taka jhum) - 2

Kehta hai mera yeh dil piya
Koi hai koi hai hi nahin - 2
Saaya hai tu chhaaya hoon main
Tu na ho to main bhi nahin - 2

--CHORUS1--

Choodi jo khanke to kehte hai khan khan
Ghoongroo jo chhanke to kehte hai chhan chhan
Khan khan ho ya phir chhan chhan ho
Matlab inka hai jab tak ho do
Main bhi hoon tab tak jab tak tum ho
Jo sach hai voh tum maan hi lo

--CHORUS2--
(Dhinak dhinak dhin dhin ni la la
Na na re da ni na na re da ni dhina do) - 2

Subah ke pal ya shyaam ke do
Ek do saala ek hi hai
Do aankhon se dekhe hum
Phir bhi nazaara ek hi hai
Dil hai do lekin sanam
Pyaar ki dhaara ek hi hai
Kehta hai mera yeh dil piya
Koi hai koi hai hi nahin - 2

--CHORUS1--

Suni kahaani hai yeh puraani
Hanson ka raja, hanson ki rani
Phirte hain ek sang harpal hi
Nain mein jab ek neer bharaaye
Gudwa aankh di neer bahaayi
Pyaar ki ho mann mein jhal khal bhi

--CHORUS2--

Kehne ko do jism sahi
Lekin bas ek naam hain hum
Kehne ko hum do sapne hi
Lekin ek armaan hain hum
Itna pyaar hua kaise
Sochke khud hairaan hain hum
Kehta hai mera yeh dil piya
Ma ma ga ga ma ma sa sa
Ga ga sa sa ga ga ni ni
Sa sa ga sa ma ma sa sa ga sa ma ma
Sa sa ga sa ni ni sa sa ga sa sa ni dha pa ma ga
Ga ma pa ni sa ga re sa
Sa ni dha pa ma ga re sa ga ma
Kehta hai mera yeh dil piya
Pa pa ni ni sa sa dha ga ma pa pa ni ni sa sa
Sa ga ma pa ni dha pa ma ga ma pa ni sa ga re sa
Ni sa ma ga re sa ni dha
Kehta hai mera yeh dil piya
Re re sa ni sa re re sa sa re re ni ni sa sa
Dha re sa ni sa dha re sa ni dha pa
Ma pa re ma pa ma ga re sa re sa ni
Sa re ga ma ma pa, re ga pa ma ma ni
Ma ma ma sa ga re sa, ga re sa ni sa ni dha pa
Ma ga ma pa ma
Kehta hai mera yeh dil piya
Koi hai koi hai hi nahin - 2
Saaya hai tu chhaaya hoon main
Tu na ho to main bhi nahin - 2

1 comment:

ajoobalyrics said...
This comment has been removed by the author.